What New in Android 12 - New Android Version 12 - Android 12 New Name - When android 12 will launch - Android 12 launch Date
Dosto aap sabhi jante hai
Mobile Operating system main Android and ios operating system bahut jyada famous hai,isliye inka ek chota sa bhi changes bahut matter karta hai Dosto aaj hum is post main Android 12 ke baare main baat karne wale hai. Waise main aap sabhi ko bata du aabhi google ne final date release nahi kiya hai lakin bahut hi jald hume Android 12 Humare device main use karne ko milega Aagar aap latest smart phone use kar rahe hai to aapne ye update bahut jald hi aa jayega.
Waise Dosto Android 12 ka name kya rahega ye aap mujhe jarur bataiyega ?
Aaj hum is post main in sabhi Topics ko cover karenge
What’s new with Android 12 ?
New Accent Color
Lock Screen
Notifications and Quick Settings Changes
Accessibility Settings Changes
Bigger Toggles in Settings
Improvements in One-Handed Usability
Emojis on Screenshot Markup
Edit option in Share Sheet
Notifications Snooze
Media Controls
Nearby Share for Wi-Fi Passwords
Redirect Vibration to Gaming Controllers
Permissions Dialog
1.New Accent Color
Dosto Hum Android 5 Lollypop version se dekhte aa rahe hai Notification ka background humesha white hi rehta hai lakin aapkko Android 12 main kuch naya dekhne ko milega is baar notification ka background white nahi balki thoda light colour main rahega and aap jaisa wallpaper rakhoge us hisab se wo bhi change hota rahega kyuki wo light yani ki thoda transparent rahega to aapka wallpaper ka background colour dikhega
2.)Lock Screen
notiphikeshan shed kee tarah hee, ab lokaskreen mein baikagraund mein traansaloosent leyar hai.
paitarn analok ke lie eneemeshan bhee thoda baunsar prateet hota hai.
3.)Notification And Quick Setting
Dosto Notification main bhi kafi changes huye hai pehle jab hume notification aata tha whatsapp pe ya text message to agar ek hi user ne do baar kiya hai
to hume dono message ke beech main space dikhta tha lakin aab agar ek hi user 2 baar message karta hai to wo ek hi sath dikhega isse hume confusion nahi hogi
aur hum ek hi sath reply bhi de payenge.
Aur sath hi dosto Quick setting ka colour bhi light blue kar diya gaya hai, aur aab aap aapne hisab se notification toggle ko add kar payenge aur unke colour
and shabpe ko bhi change kar payenge
4.)Accessibility Settings Changes
Dosto Assessibility main bhi kafi changes buye hai aab hume primary option pehle dekhne ko milega aur baki ke jo hum common use karte hai jaise
font size, dispay colur correction etc, ye sare function aab ek hi category main hume dekhne ko milega.
5.)Bigger Toggles in Settings
Dosto hume Android 12 main Bigger Toggle dekhne ko milega ho sakta hai jab ye launch ho tab hume aur bhi bahut
sari features dekhne ko milega jaise ki hum uska size and colour change kar payege
6.)Emojis on Screenshot Markup
Dosto aab hum screenshot ko edit bhi kar payenge Android 12 main sath hi hum usme emoji bhi add kar payenge